Dharti ka gum chupane k liye gagan hota hai,
Dil ka gum chupane k liye badan hota hai,
Mar k bhi chupane hoge gum shaayad,
Isliye har laash pe kafan hota hain.
Kaun kise dil mein jagah deta hai,
Ped bhi sukhe patte gira deta hai ,
Wakif hai hum duniya k riwaazo se,
Jaan nikal jaay to apna hi koi jala deta hai.
Dil ka Gum, Laash pe Kafan.
5:18 AM Posted by Sachin Gupta (SG)
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


0 comments:
Post a Comment