-Kisi ki aankh main yoonhi to ansoo a nahi jatey Sabab iska bata dena mujhe acha nahi lagta Khizan ke dour main jeene ke bhi andaaz hote hain Baharon ko sada dena mujhe acha nahi lagta
-Who jaate hue keh gaye ki ab to hum sirf tumhare khwabo me hi ayenge. koi keh de unse ek bar waada to kar le hum zindegi bhar ke liye so jayenge
-Kisiko kisi pe aithbaar ho jaata hai khubiyon se nahi hoti hai mohabbat kamiyon se bhi aksar pyar ho jaata hai
-KHOOBSURAT HAI HASI TUMHARI BANA DIJIYE ISE KISMAT HAMARI, AUR KYA CHAHIYE UNHE JEENE KE LIYE JISE MILI HO DOSTI TUMHARI
-ajab halaat-e-zindgi may.. ek roz musafir bhatka tha, tanha tha udas tha.. ik aas lagaye bhaita tha.. najanay ankho say kitnay sailab bahaye bhaita tha.. ik sawal tha us k mann may na janay kitnay diay bhujaye bhaita tha,, us k hath may qismat kee lakeerain he na the
-Khusbo'on ki tarha meri har saans main Pyar apna basanay ka wada karo Ranng jitnay tumhari mohabbat kay hain Meray dil main sajanay ka wada karo Hai tumhari wafaon pay mujko yakeen Phir bhi dil chahta hai meray dil nasheen Yoonhi meri tasali ki khatir zara Mujko apna bananay ka wada karo Jab mohabbat ka iqrar kartay ho tum Dhadkanoon main naya rang bhartay ho tum Baarha kar chukay ho, magar aj phir Mujhko apna bananay ka wada karo Sirf lafzoon say iqrar hota nahi Ik janib say hi piyar hota nahi Main tumhain yaad rakhnay ki khaon qasam Tum mujko na bhulanay ka wada karo.
-Kudh hi ko haar ilzaam de ker humne unhe kabhi ruswa na kiya, thi humari wafa kuch esi,unse hui jo khata kabhi sikwa na kiya, per kudha ko mang baithe hum kudha se yu duwaoo mai.... jo mila kya kehte kisi se,bus iss duwa ke baad humne koi dua na kiya...
-Jab milte nahi, Baat karte nahi, To kyun aisa lagta hai, Maksad pura hua nahi. Kuch karte nahi hum, Bas sapne dekhte hain hum, Kyun aisa hota hai, Bata mere sanam. Yaad aati hai bahut, Jaan jaati hai bahut, Magar mil nahi hum paate, Yeh achcha nahi bahut. Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaa
-Mein nay Tumhein Apni mohabbat kay saher say, Wafawoon kee jageeroon say Or wadoon kee zanjeeroon say Azaad kia Khuda_Ra Yeh mat poochna ky Mein nay khud ko Tumhari qaid say azad kia ya nahin Yaqeen jano,,,,,,, Mein un qaidyoon meinsay hoon Jo khulay darwazay daikh ker bhee Farar nahin hotay,,,,,,,,, Humein hota hai pyaar, Aur yeh dil bekaraar, Magar aisa kyun hota, Pata nahi mere yaar.
-Mujhy aksar wo kahti hai Ky kitni bar kahty ho Mujhy tum sy muhabat hai Ky ab dil pay ya kahny sy Asar koi nahe hota Magar jab ajj danista Nahe bola usy mai ny Mujhy tum sy muhabat hai Tu Uski aankhain bhar aain
-Jab mujhe pyaar se pyaar tha to mujhe tumse pyaar tha ab jab mujhe pyaar se pyaar hi nahin to mujhe tumse pyaar kaise hoga.
-zindgi me yado ke ehsas rehne dijiye dilo me surur or hontho pe mithas rehne diyie yhi zindgi jine ka andaz h na rahiye udas na kisi ko udas rehne dijiye . good nyt
-excellent mind pyara sa chehra mithi c awaj masoom sa dil swt c muskan prfct prsonlity khushmijaj andaz ye to huyi meri baat or btao kaise ho app good morning
-dua jub k dehty hain hum dusmanoon ko kuin tery liye baddua hum karin gay kami nafratoon main na aay tumary kabi bas yahi KUDA sy dua hum karin gay
-Zindagi ki bhi koi khuwahish nahi Tum nahi the to Zindagi main kuch kami thi Ab hoker bhi tum mere nahi Sab kuch paas hai magar Ek tu hi to mere paas nahi Hazaron ne hamain Chaha lekin Ek tujh hi ko hamari Chahat nahi Hum tere beghair bhi Jeene ki koshish karenge Kyun ki ab hamain kisi aur ki zaroorat nahi
-Baton baton main bicharrney ka ishara karkay , khud bhi roya wo bohat hum se kinara karkay , sochta rehta hoon tanhai main anjam-e-khuloos , phir usi jurm-e-muhabbat ko dobara karkay , jagmag ki hain terey shehr ki galiyan main ne , apney her ashk ko palkon pe sitara karkay , dekh laytay hain chalo hosla apne dil ka , or kuch roz terey sath guzara karkay , aik hi shehr main rehna hai magar milna nahi , dekhtay hain ye azi'att bhi gawara karkay
-Hasrat thi k koi toot kar chahta humy,magar hum khud he toot kar bhikhar gaye kisi ki chahat may.
-jaane kyun wo saanso ki dor tootne nahi deta bas do kadam aur chalne ka waasta dekar mujhe rukne nahi deta baat kehta hai wo mujhse hans hans kar jee lene ki ajeeb shakhs hai mujhko chain se rone nahi deta aaj hausla deta hai mujhe chaand sitaro ko chhu lene ka wo pyara sa chehra mujhe tootkar bikharne nahi deta shayad jaanta hai wo bhi in aankhon men aansuo ka sailaab hai jaane kyun fir bhi wo in aansuo ko girne nahi deta mujhse kehta hai, "main to mar jaunga tumhare bina" main zinda hun ab tak ke wo mujhe merne nahi deta..
-WOH JATE HUA KEYH GAYE HAM SE K AB HAM SRF AAP K KHWAAB HI ME AAYENGE KOI KEH DE UN SE K WO WADA TO KAREIN HAM HAMESHA K LIYE SOO JAYENGE
-ZEHAN ME TERI YAADON K SIWA KUCH BI NAHI DIL ME GUZRI BAATON KI SIWA KUCH BI NAHI TU JAHAN BI RAHE SADA KHUSH RAHE MERE LUB PER DUAON K SIWA KUCH BI NHAI
-zamaney see nahee ham tanhayee see dartee hay' pyaar see nahee hum roosvayee see dartee hay'milnee koo dil bahoot chahtha hay leeken' milnee kee bad ham teere judayee see dartee hay
-Har Sawal Se Dat Kar Ladna, Fekne Me Kami Mat Karna, Mouka Mila To Peche Bhi Dekhna, Aur Ek Baath Yaad Rakhna, Aage Wala Ka Paper Apna Samajhna
-bhool se kabhi hume bhi yaad kiya karo.. pyar nahi to shikayat kiya karo.. itne bhi gair na samjho ki baat na karo.. call nahi to miss call he kiya karo..
-Dosti se badi koi Jageer nahi hoti, Is se achi koi tasveer nahi hoti, Nazuk Pyar ka dhaga hai, Phir bhi, Is se pakki koi zanjeer nahi hoti.
-bekhudi ki zindagi hum jiya nahi karte. jaam dusron se cheen kar hum piya nahi karte. agar unko mohabbat hai toh hum se akar izaar kare. peecha hum bhi kissi ka kiya nahi karte
-toote hue paimane mein kabhi jaam nahi aata ishq ke mariz ko kabhi aaram nahi ataa kabhi to socha hota e dil todnewale toota hua dil kisi ke kam nahin aata
-BREAKING NEWS..~Bazar-e-Hussun Mein Aag lag gayee, Raat gaye Fire Brigade Ka ammlay ne Aag per qabooo pa liya, Magar ammlay per qabooo abhi tak nahi paya ja saka.........!!!!!
-Maine Kaha Dil-Ruba- Usne kaha Paise Dikha. Maine Kaha-Paise Nahi Usne kaha Kaise Nahi Maine Kaha Mehangayi Hai. Usne Kaha-Ja Tu mera Bhai Hai..
Failure is not when ur girlfriend leaves you... It’s only when u leave her a virgin!
FOR MORE NAUGHTY SMS CLICK HERE
SOME EMOTIONAL LOVE SMS
8:12 PM Posted by prav gargLabels: EMOTIONAL LOVE SMS
Subscribe to:
Post Comments (Atom)


0 comments:
Post a Comment